Pasión mundialista - vamos Ecuador 🇪🇨  Ver más

Enviar a
FL
0
  • argentina
  • chile
  • colombia
  • españa
  • méxico
  • perú
  • estados unidos
  • internacional

Selecciona tu país

América

Europa

Resto del mundo

portada Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike / ईट सो व्हॉट! स्वस्&#23 (en Hindi)
Formato
Libro Físico
Editorial
Idioma
Hindi
N° páginas
106
Encuadernación
Tapa Blanda
Dimensiones
22.9 x 15.2 x 0.6 cm
ISBN13
9789356198630

Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike / ईट सो व्हॉट! स्वस्&#23 (en Hindi)

Fonceur, La (Autor) · Emerald Books · Tapa Blanda

Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike / ईट सो व्हॉट! स्वस्&#23 (en Hindi) - Fonceur, La

Libro Nuevo Origen: Estados Unidos
Envío Rápido
$ 40.00$ 34.00
-15%
Libro Nuevo

Quedan más de 100 unidades

$ 34.00
Llega entre el 23 Jun y el 26 Jun a FL. Seleccionar ubicación

Reseña del libro "Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike / ईट सो व्हॉट! स्वस्&#23 (en Hindi)"

kya aap is uljhan me hain ki sehat ke liye kya khae aur kya nahin? "Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike" se apni uljhan dur karen.Apach, tvacha sambandhi samasyaen, poshan ki kami jaisi aam swaasthya samasyaen pareshaan karane wali hoti hain. Hum umid karte hain ki ye swaasthya samasyaen samay ke saath dur ho jaengi, aur agar aisa nahin hota, to hum inhen apni zindagi ka hissa maan lete hain. Sach to yeh hai ki apko in samasyaon ke saath jeene ki zaroorat nahin hai. Ye rozamarra ki swaasthy samasyaen sharir me asantulan ka natija hain. Sahi khaana khaane se inn swaasthy samasyaon se raahat mil sakti hai."Eat So What! Swasth Rehne ke Smart Tarike" khady padarthon ke poshan mulya ke baare mein batati hai, kya khaana chahiye, iss bare mein disha-nirdesh deti hai aur zindagi ko zyada swasth banane ke liye smart tricks aur tips deti hai. Yeh kitaab batati hai ki kaise zaruri poshak tatv apki rozamarra ki swaasthy samasyaon se raahat dila sakte hain aur kaise ek santulit ahar samagr swaasthy ko badhava de sakta hai.Iss kitaab kimeadad se bina dieting ke vazan kam karein, paachan kriya mazaboot karen, twacha ki sehat ko behatar banaye, poshan sambandhi kamiyon ko dur karen, jaanen ki sharaab kyon bilkul mana hai aur fat hamaara dushman kyon nahin hai. Iske alaawa, apne aahaar mein shamil karane ke liye kuchh swasth aur swaadisht vyanjan bhi payen.Ab swaad se samajhauta kiye bina swasth bhojan karein!

Opiniones del libro

Preguntas frecuentes sobre el libro

Todos los libros de nuestro catálogo son Originales.
El libro está escrito en Hindi.
La encuadernación de esta edición es Tapa Blanda.

Preguntas y respuestas sobre el libro

¿Tienes una pregunta sobre el libro? Inicia sesión para poder agregar tu propia pregunta.

Opiniones sobre Buscalibre

Ver más opiniones de clientes